YouTube पर खुद को Famous कैसे करें?

YouTube पर खुद को Famous कैसे करें?

YouTube पर खुद को Famous कैसे करें?

YouTube पर अपने आप को प्रसिद्ध कैसे करे? अगर आप यूट्यूब पर famous होना चाहते है तो आपको अपने आप को बदलना होगा और वो बनना पड़ेगा जिसका सभी लोग YouTube पर इंतजार करते है साथ ही आपका सब्सक्राइबर के साथ व्यवहार अच्छा होना चाहिए. आप रातोरात तो प्रसिद्ध नहीं हो सकते पर ये असभंव भी नहीं है इसलिए आपको कोशिश नहीं छोड़नी चाहिए. इस पोस्ट में मैं आपको यूट्यूब पर famous होने के सही तरीके और पूरी जानकारी देने की कोशिश करूँगा, जिससे आप यूट्यूब पर जल्दी मशहूर बन जाओगे. आओ जानें YouTube पर खुद को पॉपुलर कैसे करे।
Youtube Copyright Match Tool Kya Hai Aur Iska Istemal Kaise Kare

Youtube Copyright Match Tool Kya Hai Aur Iska Istemal Kaise Kare

Youtube Copyright Match Tool Kya Hai Aur Iska Istemal Kaise Kare

Hello friends, Aaj hum janenge Youtube ke naye feature YouTube Copyright Match Tool (Big update 2018) ke bare me. Youtube Copyright Match Tool Kya Hai, Kya Kaam Aata Hai  Iska Use Kaise Kare? What is Copyright Match Tool - Full Guide in Hindi.


YouTube original creator ke liye ye bahut hi good news hai lekin copy karne wale (jo dusro ka content video or music copy paste karte hai) ke liye ye news bahut hi buri khabar (bad news) hai kyuki isse content owner ko pata chal jayega ki uska content kis channel par copy kiya ja raha hai.


To chaliye jante hain ki Youtube Copyright Match Tool kya hai?  Youtube ko isko launch karne ki zarurat kyu padi aur is naye feature se Youtube creators ko kya kya fayda hoga?


Youtube Copyright Match Tool Kya Hai?

YouTube copyright match tool serious youtuber ke liye hai. Ye tool copy kiye gaye video aur uske channel owner ke bare me original owner ko btati hai. Iski help se youtube channels par jitne bhi video re-upload hote hai unke bare me owner ko pata chal jata hai.
Owner youtube studio me copyright videos aur unki details dekh sakta hai, uske bad use kya action lena hai wo khud decide kar sakta hai. Isse aapko copy kiye gaye video ko search karne ki jarurat nahi padegi.
Youtube me aap aksar dekhte honge ki ek hi video ko kai sare alag alag channel me upload kiya jata hai. To agar koi channel kisi dusre channel ke content ko upload karta hai uske real owner ko uske bare me pata chal jayega.
Youtube creator ke liye ye good news hai kyuki isse unke content ko koi aur use nahi kar sakega, second copy karne walo ke liye ye bad news hai kyuki wo ab kisi ke content ko copy nahi kar sakenge.
Dusro ki video upload karne walo ke liye ye very bad news hai kyuki ab unhe sabhi copyright video delete karne honge. Kyuki ab unke real owner ko jaise hi iska pata chalega wo use delete karwa denge.
Waise to Youtube khud hi copyright contents ko pakadta hai lekin is baar naye feature ke aane se har youtube channel ke owner ko bhi ye information mil jayegi ki uska content kaun istemaal kar raha hai. Jo channel copyright content use karega uski har information content ke real owner ko milegi.

Youtube Copyright Match Tool Kaam Kaise Karta Hai?

Jab aap apna original video apne youtube channel par upload karte hai youtube aapke dwara upload kiye gaye video ko scan karna shuru kar dega ki kahi kisi aur ne ye video re-upload to nahi kiya hai. Jaise hi youtube ko koi matched video milega to wo video aapke youtube studio me show hoga.
Youtube iske liye time dekhta hai, yani jo sabse pahle video upload karega uska video original mana jayega. Aap video match hone ke bad us par action le sakte hai.
 Note:- is feature ka istemal sirf copyright video ko delete karwane ke liye kare, galat istemal karne par aap apne channel se access kho sakte hai ya fir aapka channel hi suspend kar diya jayega.

Youtube Copyright Match Tool Se Kya Fayda Hai?

Apne ye observe kiya hoga ki jab koi trending video hoti hai to log usko har jagah alag alag channels me hu ba hu copy paste kar dete hain. mera matlab ye hai ki use download karte hain aur waise hi upload kar dete hain apne channels par.
Ab bahut se log to sochte hain ki chalo trending video hai main bhi upload kar ke achi views gain kar lunga. Kuch log to bas shauk se hi aisa karte hain bas maze ke lie. lekin unko ye andaza bhi nahi hota hai ki wo kisi ka kitna bada nuksaan kar rahe hain.
Jab ko Youtube owner bahut hi hard work kar ke video ko upload karta hai to use kuch ummid hoti hai us video se. jab wo acha kar leta hai to log usko re-upload karne lag jate hain. Ab wahi video agar 10 jagah uploaded rahegi to viewers us channel par na aakar dusre channels par bhi us video ko dekh lete hain.
To jo channel deserve karta tha, jise sare views milne chahiye the use nahi mil pate. Aur ye views dusre channels le lete hain. Ab aap hi socho aapki mehnat aise me bekar hi chali jaegi. Jab koi bina mehnat ke apke views le lega.  Lekin Youtube Copyright Match Tool ne aise youtubers ko chain ki saans di hai jo is problem ko face kar rahe the. Ab koi bhi aapki video chori nahi kar payega.
Youtube Content Match Tool badi hi aasani se ye pata laga lega ki kisi original content ko kitni baar re-upload kiya gaya hai. Aur  agar 10 channels me re-upload kiya gaya hai to un sari channels ki list apko youtube show karegi. Aur har channel ne kitna % video ka use kiya iski bhi detail wo show karega.

Youtube Copyright Match Tool Kaise Use Kare?

Agar aapka channel eligible hai is feature ke lie to apko Youtube studio ke left side me me Copyright section milega. Aapko normally usme click kar lena hai.
  1. Left sidebar me Copyright section me jaye.
  2. Ab top me Matches option select kare.
  3. Yaha par aap similar video dekh sakte hai jo youtube par re-upload ki gayi hai. Ab aap in par action le sakte hai aur copyright video ko remove kara sakte hai.

Video Owner Kya Kya Action Le Sakta Hai?

Agar aapke video ko kisi ne upload kiya hai aur aapko ye is Tool ki wajah se malum ho gaya. Tab youtube aapko kuch  feature deti hai jisse aap us channel par action le sakte hain. To main aapko batata hun ki us Original Content  channel ke owner  kya kya action le sakta ?

1. Archive

Agar aap channel ke owner ho aur aapko list mil chuki hai to aap chaho to bina kuchh kiye video ko chhod sakte ho. Lekin agar aap chaho to baad me action le sakte ho.

2. Message  to channel



Ye dusra option hai jisme original content owner us channel ko communicate kar sakta hai message ke zariye aur bata sakta hai ki apne jo video dala hai wo mera content hai aur apne ise re-upload kiya hai, aap use original content ka proof dikha sakte hai. Baad me mail ke istemaal se dono bat chit aage badha sakte hain.

3. Request Removal

Aap iska istemal kar ke Youtube ko legal request bhej sakte ho matching video ko dusre channels se delete karwane ke liye. Ye request bhejne ke 2 tarike hain.
A. Scheduled: Send a seven-day notice
Is me aap channel ko request bhej sakte hain ki wo channel se video ko 7 din ke pehle remove kar le.  Agar wo 7 din tak remove nahi karta to Youtube automatic video ko delete kar dega aur sath hi copyright strike bhi de dega.
B. Standard: Request removal now
Is ke zariye hum usi waqt directly youtube se request kar us video ko turant delete karwa sakte hai. Isse video to delete hoga hi sath hi channel ko strike bhi mil sakti hai.
Request submission ke bad youtube ke mail ka wait kare, kyuki youtube video ko delete karne se pahle kuch jaruri information lene ke liye aapse contact kar sakta hai.

Copyright Match Tool Se Related Sawal Jawab (Copyright Tool Question Answer)

Youtube copyright match tool se related kuch sawal jawab main yaha bta raha hu.
Copyright Match Tool Access Kaise Milega?
Ans: Abhi youtube ne ise small pilot ke liye release kiya hai. Ek time ke bad ye feautre sabhi ke channels me available hoga.
Agar Main Kisi Match Par Action Na Lu to Kya Hoga?
Ans: Koi dikkat nahi hai, Aap match tab se video ko remove kar sakte hai, youtube keval ek bar aapko btata hai uske bad wo video fir se matches tab me show nahi hogi.
Mujhe Ek Copyright Video Mila Jo Mere Matches Tab Me Nahi Tha?
Ans: Youtube un video ko match tab me show nahi karta hai jo aapke video content ka ek small part use karte hai, ya fir kisi wajah se youtube use scan nahi kar paya ho to aap direct Webform submit kar us video par action le sakte hai.
YouTube Kaise Pata Karta Hai Ki Video Ka Real Owner Kaun Hai?
Ans: Youtube iske liye timeing dekhta hai jisne sabse pahle video upload kiya hoga usko original video mana jayega lekin real owner koi aur hai to wo content ID claim kar sakta hai.
Kya Main Ek Pure Channel Ki Report Kar Sakta Hu?
Ans: Jab koi user aapke real name, image aur personal information ke sath youtube channel ya video bananta hai aur aapko lagta hai ki wo aapka impersonated kar raha hai to aap impersonated web form par uski report kar sakte ho?

YouTube Video Ko Viral Karne Ke Liye Jaruri Hai Ye 10 Cheeje

YouTube Video Ko Viral Karne Ke Liye Jaruri Hai Ye 10 Cheeje

YouTube Video Ko Viral Karne Ke Liye Jaruri Hai Ye 10 Cheeje

Youtube video ko viral banane ke liye aapko kuch terms follow karni hoti hai, uske baad aap easily apne yotube videos ko social media par viral kar lakho kama sakte ho. Is post me main youtube video ko viral karne ke liye kya kya jaruri hota hai ki hindi jankari share kar raha hu. Youtube video ki viral banane ke liye kya kya chahiye hindi jankari 2020.

Social media par video viral karna aasaan nahi hai, aap direct youtub par video upload kar use viral nahi bana sakte, video ko viral karne ke liye aapko kuch jaruri jankari honi chahiye.

Agar aapke youtube channel ka ek video bhi viral ho jata hai to aap bahut kam time me apne channel ko success aur apna online earning source bana sakte ho. Youtube video ko viral banane ki hindi jankari.


YouTube Video Ko Viral Banane Ke Liye Kya-Kya Jaruri Hota Hai?

Yaha hum aapko 10+ aesi baate bta rahe hai, jinhe janne aur samajhne ke baad aapko video ko viral banane me aasani hogi aur aap kam time me apne youtube video ko viral kar sakoge.

1. Analyze Top Viral Videos

Sabse pahle to aapko top viral video ko analyze karna hai jo last 24 hours me viral huye hai. Unka review karna hai aur pata karna hai ki uske owner ne video ke liye kya kya karke use viral banaya hai.

2. First 48 Hours

Aapke video ko viral karne ke liye us par 48 hours me adhik se adhik views aane chahiye. Iske liye aap screen promotion, paid ads, paid content, community tab promotion, forums, social networking sites group or pages etc. ka use kar sakte ho.

3. Trending Topics

Aapko trending topic par video banani hai taki use jyada se jyada log dekh sake. Trending topic find karne ke liye aap google trends ka istemal kar sakte hai.

4. Activity

Aapka video jitna controversial hoga, us par utni hi adhik comments aayengi aur comments youtube video ko viral banane me major role play karti hai.

5. Shares

Aapke video ko jitne jyada log share karenge utna jaldi viral hoga. Video ko share karne ke liye video to achha hona hi chahiye sath hi aapko team bana kar, paid ads, paid contents, website, blogs, other youtuber ki help leni hogi.

6. Like and Dislikes

Youtube video ko viral banane me like dislike bahut important hai, agar aapki video ko 90% se jyada likes milte hai to uske viral hone ke changes jyada hote hai. Aur agar dislikes jyada hai to aap chahe kar bhi use viral nahi bana sakte.

7. Video Picture Quality

Video ki success uski picture quality se hai, video picture jitna better hoga video utna hi viral hoga. Video ko viral banane ke liye high quality HD 1080p picture use kare.

8. Video Length

Waise to video ko viral karne ke liye video length mater nahi hai lekin average video length ki baat kare to video ko viral banane ke liye video 5-1- minute ki honi chahiye taki usme jyada se jyada people interest le.

9. Average View Duration

Video ko viral karne ke liye all viewer ko full video dekhne ki jarurat nahi hai. Agar aapki video ko 60% se jyada dekha jata hai to bhi video viral ho jayega.

10. Learning from the Best

Apni knowledge ko har din update kare, top websites, news, blogs, forums ko padhe aur pata kare ki aap kis topic par video bana kar use viral kar sakte hai.
At last, puri researching ke sath trending topic par video banaye aur use jitna ho sake promote kare, video viral ho jayega.
Ab aaapko youtube video ko viral karne ki jankari chahiye, iske liye aap humari ye post padhe,
Agar aapko is bare me koi bhi sawal puchna ho ya koi confusing ho to comment me puch sakte hai. Sath hi apna 2 seconds ka time nikal kar is post ko bhi share kare.


Google AdSense CPC Increase कैसे करे (2020 नया तरीका)

Google AdSense CPC Increase कैसे करे (2020 नया तरीका)

Google AdSense CPC Increase कैसे करे (2020 नया तरीका)



क्या आप AdSense CPC और CTR Increase करके Google AdSense की कमाई बढ़ाने के तरीके खोज रहे हैं? अगर हां तो ये बिल्कुल सही जगह है जहाँ पर जानेंगे AdSense CPC बढाने के 10+ नए तरीका 2020 जिनसे आप अपनी adsense income boost कर सकते है। हमने पहले भी Google Adsense की CPC कैसे बढ़ाये - Top 6 Excellent Tips आर्टिकल में इसके बारे में बताया है। लेकिन यहाँ पर हम उन तरीको के बारे में बात करेंगे जो 2020 में काम करते है। तो चलिए जानते है Adsense CPC बढाने के नये तरीके 2020।

वैसे तो AdSense Earning Increase करने के और भी कई तरीके है लेकिन सबसे अच्छा तरीका है CPC और CTR बढ़ाना। चूँकि अगर आपको Per click अच्छी सीपीसी मिल जाती है तो कम ad click से ही पर्याप्त income हो जाएगी।
अगर आपको average $0.05 की CPC (हिंदी ब्लॉग के लिए) नहीं मिल रही है तो इसका मतलब है कि आप कही गलती कर रहे हो और आपने अपनी site को सही से monetize नहीं किया है।
अगर आप इस पोस्ट में बताई गयी technique tips follow करते हो तो आप अपनी AdSense CPC को 100% से 200% तक Increase कर सकते हो, आईये जानते है कैसे,
विषय-सूची

Google AdSense की CPC Increase करने की 10+ बेहतरीन टिप्स

शुरू करने से पहले आपको ये पता होना जरुरी है कि AdSense CPC क्या है। CPC का मतलब है Cost Per Click यानि आपको per click जितने ज्यादा पैसे मिलेंगे आपकी कमाई उतनी ही अधिक होगी।
कुछ ब्लॉगर्स की सीपीसी बहुत कम होतीहैं। इसके पीछे कई कारण हैं। Google Adsense CPC दर में उतार-चढ़ाव को प्रभावित करने वाले विभिन्न कारक होते हैं ।
ऐसे में, अपनी CPC दरों में सुधार के लिए और Google AdSense Earning को अधिकतम करने के लिए Adsense Optimization पर काम करना आवश्यक है।
Google Adsense CPC दरों को बढ़ाने के विभिन्न तरीके और रणनीतियाँ हैं:

1. Use High Paying Keywords

AdSense सीपीसी की दरों पर nichesऔर topics का बहुत प्रभाव पड़ता है। हमेशा अपने टॉपिक में trending topic और relevant pages पर नज़र रखें। Webmaster tool का उपयोग करके, जांचें कि लोग आपकी साइट तक पहुंचने के लिए क्या खोज रहे हैं।

अगर आपने Keyword Research क्या है और ये SEO के लिए क्यों जरुरी है? पढ़ा है तो आपको पता होगा कि keyword research के अनुसार आप उच्च CPC कीवर्ड चुन सकते हैं।
साथ ही अपनी साइट पर अधिक लोगों को प्राप्त करने के लिए उन्हें अपनी सामग्री में अधिक organic keywords के साथ उपयोग करने का प्रयास कर सकते हैं। अंततः ऐडसेंस राजस्व में सुधार करने में भी ये मदद करता है।
आप यहाँ पर high paying keywords की list देख सकते है,
  • Top 20 High Paying Keywords in Google Adsense, Earn More Money
अगर आप पहली बार इस लिस्ट को देखोगे तो आपको पता चलेगा कि adsense किन keywords पर कितना ज्यादा pay करता है। अब आप अपनी site से relevant content वाले high cpc keywords को चुन कर उन पर आर्टिकल लिख सकते है।

2.  Allow Text, Image and other Format Ads

मुख्यता AdSense Ads को 2 प्रकारों में में बांटा गया है, Text and Image बाकि इन्हें display ads, in-feed ads, in-article ads, matched content and links ads के तहत वर्गीकृत किया गया हैं।
अपने ad slot के लिए bid higher के लिए बड़ी संभावनाएं प्रदान करने का प्रयास करें ताकि text advertisement के साथ-साथ image विज्ञापन भी दिखाए जा सकें।
इसके लिए हम आपको AdSense विज्ञापन इकाइयों के लिए text and image प्रकार दोनों allow करने की सलाह देते है। साथ ही आप in-feed ads, in-article ads, matched content and links ads को भी try करे।

3. Use high performing ad formats

आप high performing ad formats का उपयोग करके Google AdSense CPC में सुधार कर सकते हैं और conversion rates को बढ़ा सकते हैं।
हम आपको निम्न ad formats का उपयोग करने की सलाह देंगे।
  • Leaderboars (728x90)
  • Medium (300x250)
  • and Large (336x280)
इसके अलावा मोबाइल वेब पेज के लिए 320 x 100 आकारों के मोबाइल बैनर का उपयोग करने की अनुशंसा की जाती है। Responsive theme या टेम्प्लेट के लिए, उनके अनुसार विज्ञापन प्रारूप या responsive ad unit का उपयोग करने की सिफारिश की जाती है।
जो visitors के उपकरण के बावजूद सभी विज्ञापन स्थानों में फिट हो सकता है। साथ ही मैं आपको सुझाव देना चाहूंगा कि आप पाठ विज्ञापन प्रारूप के साथ जाएं क्योंकि पाठ विज्ञापनों में ग्राफिक विज्ञापनों की तुलना में CTR अधिक है।

4. Use Single Advertising Network

बेहतर ऐडसेंस CPC दरों के लिए, यह एक स्मार्ट तरीका है कि आपको विभिन्न विज्ञापन नेटवर्क का इस्तेमाल करने से बचना है। हम ऐडसेंस विज्ञापन नेटवर्क का उपयोग करने की सिफारिश करेंगे जो वास्तव में आज उपलब्ध एक महान विज्ञापन नेटवर्क है।
दूसरों की तुलना में, Google CPM विज्ञापन अधिक भुगतान करने वाले हैं और इनमें CPM दरें बहुत अच्छी होती हैं। यह आपको एक ही समय में Adsense के साथ incompatible ad network से बचने के लिए सख्त चेतावनी देता है।
इसके अलावा, यदि आपको Adsense से बहुत कम CPC और CPM मिल रहा है, तो आप अन्य संगत Adsense विकल्पों को आज़मा सकते हैं और उपयोग कर सकते हैं, लेकिन आपके विज्ञापन स्लॉट के लिए कम बोली लगने की संभावना होगी।

इसकी जानकारी के लिए आप ये आर्टिकल पढ़ सकते है,
  • Low CPC Sites को Block करके Adsense से ज्यादा पैसा कैसे कमाए?

6. Puts Ads in Right Place

AdSense Ads placement वास्तव में एक बड़ी चुनौती है। प्रारंभ में, Google Adsense प्रदर्शन के लिए 3 विज्ञापन इकाइयों को रखने की अनुमति दे रहा था, लेकिन अब विज्ञापन सीमा हटा दी गई है।
अब बस यह अनुशंसा की जाती है कि सभी विज्ञापन इकाई कोड को एक ही स्थान पर न रखें। विज्ञापन इकाइयों को इस तरह व्यवस्थित करें कि यह पाठकों और आगंतुकों को सामग्री को पढ़ने और विज्ञापन पर क्लिक करने के लिए आकर्षित करे।
ध्यान दें कि, विज्ञापन सीमा को हटा दिया गया है जिसका अर्थ यह नहीं है कि आप अधिक संख्या में विज्ञापन जोड़ सकते हैं, बस यह सुनिश्चित करें कि सामग्री अधिक मूल्यवान है और गुणवत्ता पृष्ठ पर केवल पर्याप्त संख्या में विज्ञापन रखे गए हैं।
आपको उन जगह पर ad लगाने है जहाँ आपको better result मिले, जैसे कि after title, middle post, header, sidebar widget इत्यादि।

7. Target Specific Location Traffic

CPC दर आपके visitors द्वारा आपकी वेबसाइट तक पहुँचने के स्थान (location) पर भी निर्भर करती है। सुनिश्चित करें कि संबंधित विज्ञापन उनके देश में स्थित विज्ञापनदाताओं से आते हैं।
विभिन्न देशों द्वारा one click के लिए भुगतान की गई दर में बहुत बड़ा अंतर होता है। इस प्रकार प्रति क्लिक उच्च दर का भुगतान करने वाले स्थानों पर शोध करना महत्वपूर्ण है। आप search console (वेबमास्टर टूल) से country-specific traffic को लक्षित कर सकते हैं।

8. Changing your site’s layout

एक attractive, unique and interactive website बनाने की सलाह दी जाती है। यह देखना बहुत महत्वपूर्ण है कि content और विज्ञापन इकाइयों के साथ आपके पृष्ठ के लिए आपकी वेबसाइट का layout विभिन्न स्क्रीन आकारों और उपकरणों के लिए कैसे काम करता है।
All three AdSense विज्ञापनों को above the fold रखने से बचें। आप विज्ञापनों को सामग्री के करीब रख सकते हैं। हमेशा ध्यान रखें कि आप अपनी सामग्री से quality information परोस रहे हैं और अपने visitors को केवल विज्ञापन नहीं दिखा रहे हैं।

9. Connect AdSense with Google Analytics

आपकी साइट पर कौन सा विषय audience को आकर्षित करता है, ये जांचे और जांचें कि किन पृष्ठों पर अधिक क्लिक मिल रहे है। इसके लिए आप google adsense को google analytics से connect कर सकते है।
आपको ऐसे पृष्ठों से संबंधित अधिक सामग्री लिखनी होगी जिसमें उच्च CPC दर हो। अंतत: इसका परिणाम Google Adsense की बढ़ी हुई कमाई से होगा।

10. Choose Domain Name Wisely

Domain Name URL का पहला शब्द है। keyword की तरह, CPC rate भी साइट के डोमेन नाम पर निर्भर करती है। क्युकी डोमेन नाम वेबसाइट की सामग्री के बारे में बताता है, बुद्धिमानी से डोमेन नाम चुनना महत्वपूर्ण है।
एक डोमेन नाम बनाएं जो आपकी साइट सामग्री और कीवर्ड से संबंधित हो। इसमें ये पोस्ट आपकी मदद करेगी, Website Blog के लिए बढ़िया Domain Name कैसे Select करे - 7 Tips?

11. Write Quality Content

Google Adsense Ads मुख्यता: content के लिए है और इसलिए, Adsense optimization में सामग्री की गुणवत्ता का बहुत महत्व है। इसलिए आप उपयोगकर्ता के अनुकूल, आसानी से समझ में आने वाली और आकर्षक सामग्री लिखे।
आप अपनी सामग्री में bulleted points, heading, subheadings, images, related links आदि का उपयोग कर सकते हैं। आपका content जितना अच्छा होगा उसमे उतने ही अच्छे ads show होंगे।

12. Use Responsive Theme or Template

जैसा कि पहले चर्चा की गई है, ब्लॉग वेबसाइट पर responsive theme or template को जोड़ना आवश्यक है । खैर, responsive theme का उपयोग करने के परिणामस्वरूप CPC दर में वृद्धि होगी।
यह सुनिश्चित करें कि आपको ऐसे थीम का उपयोग करने की आवश्यकता है जो विभिन्न मोबाइल, टैब, कंप्यूटर, लैपटॉप आदि पर responsive design हो सकते हैं और विभिन्न screen resolution पर प्रदर्शित होने में सक्षम हैं।

13. Experiment A/B testing

A/B Testing बनाना, अपने ब्लॉग वेबसाइट के साथ कि ऐडसेंस सीपीसी दर पर सकारात्मक प्रभाव पड़ सकता है।

14. Know your customers

यह जानना बहुत महत्वपूर्ण है कि आपका ग्राहक कौन है? तदनुसार, आपको सामग्री लिखने और प्रासंगिक विज्ञापन इकाइयों को जोड़ने की आवश्यकता है।
इससे आपको Google Adsense से CPC दर में वृद्धि करने में मदद मिलेगी। साथ ही अगर आपकी साईट पर ऐसे visitors ज्यादा है जो adsense ads के बारे में जानकारी नहीं रखते है तो आपको ज्यादा ad click मिलेंगे।

निष्कर्ष,

Google Adsense, cost per click या pay per click के लिए सबसे लोकप्रिय उच्च भुगतान CPM विज्ञापन नेटवर्क है। वेबसाइट के मालिक बढ़े हुए visibility और click-through rate और cost per click rates के लिए इस महान मंच का उपयोग कर सकते हैं।
हमने ऊपर सीपीसी दरों को बढ़ाने के लिए अलग-अलग तरीके और तकनीक बताई हैं, जो अंततः आपको AdSense revenue को अधिकतम करने और अपने ब्लॉग से उच्च आय प्राप्त करने में मदद करता है।
आप एक या दो विकल्पों को ही ना आजमाए बल्कि सभी विभिन्न विकल्पों को आजमाए आपको अवश्य बेनिफिट मिलेगा। ये भी पढ़े,
अगर आपको ये जानकारी अच्छी लगे तो इसे सोशल मीडिया पर दुसरे blogger के साथ शेयर जरुर करे।

प्रोफेशनल Free Blog Website कैसे बनाये

प्रोफेशनल Free Blog Website कैसे बनाये

प्रोफेशनल Free Blog Website कैसे बनाये

Internet की दुनिया मे Blogging से पैसे कमाने का सबसे बेहतरीन तरीका है। क्या आप भी अपना Blog बना चाहते है या फिर एक free website बना चाहते है जिसे आप भी online पैसे कमाना शुरू कर सके तो आज हम आपको free Blog और Website कैसे बनाते है इस बारे में पूरी जानकारी देने वाले है।

Blog बनाने से पहले आपकी जानकारी के लिए बता दे कि बहुत सारे ऐसे Blogger है जिन्होंने Blogging को Part Time शुरू किया था और आज वह Blogging से इतना कमा लेते है कि उनको कोई नोकरी करने की जरूरत नही है। क्योकि Blog से पैसे कमाने की कोई सीमा नही है इसे आप लाखों रुपये भी कमा सकते है और Harsh Agrawal इसका सबसे बड़ा उदाहरण हैं।


Free Blog और Website बनाने के लिए इंटरनेट पर कई सारे Platform मौजूद है। हम आपको उन दो Platform के बारे में बताने वाले है जो सबसे ज्यादा Popular और विश्वसनीय है जिसे आप एक free Blog और Professional Blog Website बना सकते है।
सबसे पहले आपके लिए यह जानना बहुत जरूरी है कि Blog क्या होता है और Blogger और Blogging किसे कहते है। ताकि आपके मन मे आने वाले बहुत सारे सवालों के जवाब आपको पहले ही मिल जाये।

Blog kya hai aur kaise kam karta hai

जब आप Google में कुछ Search करते है तो आपको बहुत सारे Result देखने को मिलते है। जिसे हम और आप जैसे लोग ही लिखते है उन्हें Blogger कहते है जो अपना knowledge Share करके लोगो की हेल्प करते है और Online पैसे कमाते है।
जैसे अपने सर्च किया “Free Blog website kaise banaye” और आपको कई सारे Result मिल जाते है जिसमे आपको आपका जवाब मिल जाता है जो Blogger जितना अच्छा पोस्ट लिखता है और Search engine optimization करता है उसकी पोस्ट सबसे ऊपर आती है।
जैसे कि आप जानते है कि किसी website को बनाने के लिए Computer Language का आना बहुत जरूरी होता है या फिर आपको इसके लिए पैसे देने पड़ते है परंतु बिना कोई पैसे दिये ही आप free Blog बना सकते है।
Blog एक Website जैसा ही है और बिल्कुल Website की तरह काम करता है और इसके लिए आपको Computer Language का ज्ञान हो ऐसा जरूरी नही है। तो चलिये जानते है कि free blog aur Website कैसे बनाते है।


Free Blog aur Website kaise banaye Step By Step Guide

अगर आप थोड़ा बहुत कंप्यूटर और इंटरनेट का इस्तेमाल करना जानते है तो आपके लिए Free Blog और Website बनाना बहुत आसान है। हम आपको दो तरीको के बारे में बता रहे है जहाँ से आप free blog और website बनाकर अपने blogging career की शरुवात कर सकते है।
Blogger और WordPress यह free blog और website बनाने के लिए सबसे ज्यादा popular platform है आज हम आपको इन दोनों प्लेटफॉर्म पर free Blog कैसे बनाते है Step by Step सीखेगें

Blogger par free Blog kaise banaye

यह सर्विस आपको Google द्वारा दी जाती है क्योंकि blogger गूगल का ही प्रोडक्ट है। जो free blog website बनाने के लिए काफ़ी Popular है। बहुत सारे बड़े Blogger ने अपने blogging career की शरुवात इसी से की है आप भी अपना ब्लॉग बनकर अपने blogging कैरियर की शरुवात कर सकते है।
1. सबसे पहले www.Blogger.com पर जाये
2. Blog Create करने के लिए अपने Gmail account से sign up करें
3. अब आपको दो option नज़र आते है Google+ Profile और Blogger Profile किसी एक को select करे और Profile set करें।इसके बाद Create Blog पर क्लिक करें नीचे दिए गए Step को follow करें।

Title
अपने blog का Title लिखे जैसे अगर आपके blog का address है www.hpjinjholiya.com है तो यहाँ पर HP Jinjholiya लिखें।
Address
अपने blog का address लिखे यह वो aadress है जिसे लोग Google में सर्च करके आपके blog तक पहुँचते है जैसे www.hpjinjholiya.blogspot.com अगर आपके द्वारा दिया गया address available होगा तो आपको “This Blog address is available” मैसेज दिखाई देगा।
Theme
आप अपने ब्लॉग की Theme किसी तरह की रखना चाहते है उसे भी select करें जिसे आप बाद में भी change कर सकते है।
Create Blog पर क्लिक करते ही आपका blog बनकर तैयार हो चुका है। अब आप अपने blog पर Post लिख कर उसे पब्लिश कर सकते है और फिर उसे Google Adsense से जोड़कर पैसे कामना शरू कर सकते है।

WordPress par free Blog kaise banaye

WordPress blog और website बनाने के लिए दो प्लेटफॉर्म देता है जिसें एक Paid है जिसके लिए आपको Domain Name और WebHosting की ज़रुरत पड़ती है और दूसरा free है जिसे आप free blog बना सकते है तो चलिए जानते है wordpress पर free blog कैसे बनाते है।
1. सबसे पहले आपको www.Wordpress.com पर जाना है और उसमें Sign Up कर क्लिक करना है।
2. इसके बाद आपके सामने एक फॉर्म खुल जाता है जिसके 4 Step को आपको follow करना है अपने blog का नाम , categories और Goal select करने के बाद Continue बटन पर क्लिक करे जैसे नीचे दिखया गया है।


यूट्यूब सब्सक्राइबर कैसे बढ़ाये

यूट्यूब सब्सक्राइबर कैसे बढ़ाये



youtube subscriber Kaise badhaye



Youtube Subscriber Kaise Badhaye : Youtube दुनिया की सबसे बड़ी Video Upload करने वाली Website है जिस पर रोज़ करीब हजारो Video Upload होती है। जिस पर कोई भी User अपना Youtube Channel बना कर Video Upload कर सकता है और गूगल आपके Youtube Views पर पैसे देता है। लेकिन Youtube पर Views बढ़ाने के लिए हमें अपने Youtube Channel पर Subscriber बढ़ाने होंगे।
इसीलिए हम आपको youtube subscriber Kaise badhaye इसकी जानकारी देने वाले है। जिसकी मदद से आप बहुत ही आसानी से अपने Youtube Subscriber संख्या बढ़ा सकते है।
आज मै आपको इस Post में 4 Tricks बताऊंगा। जिसकी मदत से आप अपने Youtube Subscriber बहुत आसानी से बढा सकते है। इसलिए ये Post youtube subscriber Kaise badhaye Last तक जरुर पढना।

Youtube Par Subscriber Badhane Ke Tarike


आप Youtube Channel पर Subscriber बढ़ाने के लिए हमारे द्वारा बताये गए इन तरीको से बहुत आसानी से Youtube Channel के Subscriber बढ़ा सकते है

Youtube Subscriber Kaise Badhaye। 4 New Tricks 2019



20200329 221957 - Youtube Subscriber Kaise Badhaye। 4 New Tricks 2019

youtube subscriber Kaise badhaye !

Youtube Subscriber Kaise Badhaye : Youtube दुनिया की सबसे बड़ी Video Upload करने वाली Website है जिस पर रोज़ करीब हजारो Video Upload होती है। जिस पर कोई भी User अपना Youtube Channel बना कर Video Upload कर सकता है और गूगल आपके Youtube Views पर पैसे देता है। लेकिन Youtube पर Views बढ़ाने के लिए हमें अपने Youtube Channel पर Subscriber बढ़ाने होंगे।
इसीलिए हम आपको youtube subscriber Kaise badhaye इसकी जानकारी देने वाले है। जिसकी मदद से आप बहुत ही आसानी से अपने Youtube Subscriber संख्या बढ़ा सकते है।
आज मै आपको इस Post में 4 Tricks बताऊंगा। जिसकी मदत से आप अपने Youtube Subscriber बहुत आसानी से बढा सकते है। इसलिए ये Post youtube subscriber Kaise badhaye Last तक जरुर पढना।

Youtube Par Subscriber Badhane Ke Tarike

आप Youtube Channel पर Subscriber बढ़ाने के लिए हमारे द्वारा बताये गए इन तरीको से बहुत आसानी से Youtube Channel के Subscriber बढ़ा सकते है

1) Comment करके youtube subscriber Kaise badhaye

ये आपके Subscriber बढाने का सबसे आसान और Best तरीका है। अगर आपके भी Videos पर Subscriber नहीं बढ रहे है तो आप ये tricks जरुर आजमाये। इसके लिए आपको दूसरे एक Youtube चैनल को Subscribe कर लेना है। जो की आपके Channel से Related है जैसे मान लो आपका Channel Tech का है तो आप भी Tech का ही Channel ढूंढे जिसपर जादा Visiter आते हो।
YouTube Channel को Promote कैसे करे? Best Tricks
उसके बाद जब भी उस Channel पर Video अपलोड होगी आपको उसपर Comment करनी है। Comment आपको आपके Channel के बारे में लिखना है। जिससे लोगो को पता चले की आपका भी Channel इसी से Related है और आपके Channel पर वो लोग Visit करे।
अगर उनको भी आपका Video अच्छा लगा तो वो आपको Subscribe जरुर करेंगे। जिससे आपके Subscriber बहुत आसानी से बढ सकते है। ये Strick 100 % Work करेगी और आपके Subscriber भी जल्दी ही बढ़ेंगे। लेकिन आपको ध्यान रखना है की आप दिन में सिर्फ 8-10 Channel पर ही Comment करे। तो चलिए अब बढ़ते है दुसरे Tricks की तरफ।

Facebook से youtube subscriber Kaise badhaye

तो दोस्तों ये Subscriber बढाने का दूसरा तरीका है जिसे Use करके आप बहुत आसानी से Subscriber बढा सकते है। आपको सबसे पहले अपने Facebook पर Account बनाना हैे। Account बनाने बाद उसपर आपको नये Freinds जोड़ने है और जो लोग आपकी Freind बनेगा उसे आप अपने चैनल को Subscribe करने के लिये कहे।
अगर वो आपका फ्रेंड बन सकता है तो आपके Channel को Subscribe जरुर करेगा और आपको नया सब्सक्राइबर मिल जायेगा। बस आपको ऐसे ही नये Freinds जोड़ने है और उन्हें Subscribe करने के लिए कहना है।
Email Marketing क्या है? Email Marketing से पैसे कैसे कमाये?
इसके आलावा आप जैसे अपने फोटोज शेयर करते है उसी तरह आपको अपने Videos की ली link share करनी है। उसके निचे आपको कुछ अपने Channel के बारे में लिखना है और उन्हें Subscribe करने के लिए कहना है। तो इस तरह भी आप Facebook से अपने Subscriber बढ़ा सकते है ये भी ट्रिक काम करेगी।

Instragram से youtube subscriber Kaise badhaye :

Instragram भी एक बहुत बढा Social Network साइड है वहापर भी लाखो visiter हर रोज आते रहते है। अगर आपको भी अपने Youtube Channel पर जल्दी Subscriber बढ़ाने है तो आप Instragram का Use कर सकते है।
आपको वहा पर बहुत सारे Group मिलेंगे लेकिन आपको आपका Channel जिस Channel से रिलेटेड है Usi Group को Follow करना है। और उसपर जितने भी Follower है आपको उनको Follow करना है। वो भी आपको Follow करे तो आपको उन्हें Subscribe करने के लिये कहना है। इस तरीके से भी आप अपने Subscriber बढा सकते है।
Blogging कैसे करे? How to Start a Blog in Hindi

Whatsapp से youtube subscriber Kaise badhaye :

दोस्तों आपको तो पता ही है की Whatsapp हर कोई Use करता है। आपके Mobile में भी Whatsapp होगा ही और उसमे आपके दोस्तों और Family Membar का भी नंबर होगा।
तो आप अपने Subscriber बढा सकते है इसके लिये आपको बस अपने सभी दोस्तों को Videos लिंक Share करके Subscribe करने के लिये कहना है। जिससे आपको नये Subscriber मिल सकते है। ये Tricks आप एक बार जरुर Use करके देखना बहुत काम आयेगी।
तो दोस्तों आपको आजकी मेरी ये Post youtube subscriber Kaise badhaye कैसी लगी Comment करके जरुर बताना। हमारे इस ब्लॉग को Subscribe जरुर करना और इस Post को जितना हो सके उतना Share जरुर करना।